GAZAL
Hamne Har shakhsh KO dildara shojat paya,
Use maqsud jahan me ishrat paya,
Hamne Har shakhsh KO dildara shojat paya,
Use maqsud jahan me ishrat paya,
Dil me hamari tamanna hai Ke mashhur rahe,
Ajb me naam rahe bajm me majkur rahe,
Ajb me naam rahe bajm me majkur rahe,
Hamne tajir Ke bhi sar me Yahi sauda dekha yani shohrat Ki talab aur taqaja dekha,
Chahta Hun Ke WO mashhur ho bajaron me
Uske sarmaya Ke taarif ho akhbaro me.
Uske sarmaya Ke taarif ho akhbaro me.
Sufion Ki hai tamnna unhe dunya jaane
Aalimo ki yah khawahish nahi unhe aalim jane
Aalimo ki yah khawahish nahi unhe aalim jane
hamne shohrat pe tabibo KO bhi marte dekha
Dam usi jaane jahan ka unhe marte dekha
Dam usi jaane jahan ka unhe marte dekha
Jis KO dekha wah hai mushtaq lagae shohrat
Jis ko paya use paya hai fidaye shohrat.
Jis ko paya use paya hai fidaye shohrat.
SHAIRY
Ab bhi ek umar me jine ka na andaj aya,
Jindagi chhorde pichha mera mai baaj Aya.
Jindagi chhorde pichha mera mai baaj Aya.
Ap jise kahte the aasna ap jise kahte the bewafa,
Mai wahi hu momin mubtla tumhe yaad hoke bhi na yad Hu.
Mai wahi hu momin mubtla tumhe yaad hoke bhi na yad Hu.
Yah raaj kisi ko nahi malum ki momin,
Qari najar ata hai haqiqat me hai quraan.
Qari najar ata hai haqiqat me hai quraan.
Meri har shairy tere jajbat se achha hoga,
Meri har raat tere suhagraat se achcha hoga,
Jite jee dekh lena tu ise aye bewafa,
Meri akhri safar bhi tere barat se achha hoga.
Meri har raat tere suhagraat se achcha hoga,
Jite jee dekh lena tu ise aye bewafa,
Meri akhri safar bhi tere barat se achha hoga.
Yah dil hame aapas ki adawat na dekhaya,
Rishta bhi aqawat ka jihalat na dikhaya,
Laeq tha ki yah shagird ab ustad hua,
Rishta amal wa ilm ka dunya ko dikhaya.
Rishta bhi aqawat ka jihalat na dikhaya,
Laeq tha ki yah shagird ab ustad hua,
Rishta amal wa ilm ka dunya ko dikhaya.
GAJAL
JINDAGI KI EK KAHANI HAI MERI,
JINDAGI EK PAHELI BAN GAI MERI,
JINDAGI EK PAHELI BAN GAI MERI,
TADBIR SE TAQDEER BADAL NA PAI MERI,
DEKHTA HU HATHELI ME LAKIREN MIT JATI MERI,
DEKHTA HU HATHELI ME LAKIREN MIT JATI MERI,
HAE AFSOS KYA HAQIQAT HAI JINDAGI KI MERI,
JINDAGI JINE SE UB GAI MERI,
JINDAGI JINE SE UB GAI MERI,
KYA BATAUN HAAL MAIKHANE KI MERI,
KHALI BOTAL NAJAR ATI HAI MERI,
KHALI BOTAL NAJAR ATI HAI MERI,
KHUDA SE MANGTA HU BAHARE JINDAGI MERI,
WO BHI ROOTH JATA HAI TADBIR SE MERI,
WO BHI ROOTH JATA HAI TADBIR SE MERI,
SOCHTA HU AINA ME DEKHU HAQIQAT MERI,
AINA BHI TUT JATA HAI DEKHKAR HAQIKAT MERI,
AINA BHI TUT JATA HAI DEKHKAR HAQIKAT MERI,
AB EK HI TAMANNA HAI DIL KI MERI,
KHUDA KE NOOR SE DIL MUNAWWAR HO MERI,
KHUDA KE NOOR SE DIL MUNAWWAR HO MERI,
KHUDA BHI PUCHHTA HAI KYA AAMAAL HAI TERI,
TU KHAQ SE MOHABBAT KARTA HAI KHAQ HAI JINDAGI TERI,
TU KHAQ SE MOHABBAT KARTA HAI KHAQ HAI JINDAGI TERI,
DUNYA KE HASRATO SE DUR CHALA "SAHIL"
AKHIR KAR JINDAGI BADAL HI GAYI MERI.............
AKHIR KAR JINDAGI BADAL HI GAYI MERI.............
Comments
Post a Comment
Thank You for giving your response