GAZAL Hamne Har shakhsh KO dildara shojat paya, Use maqsud jahan me ishrat paya, Dil me hamari tamanna hai Ke mashhur rahe, Ajb me naam rahe bajm me majkur rahe, Hamne tajir Ke bhi sar me Yahi sauda dekha yani shohrat Ki talab aur taqaja dekha, Chahta Hun Ke WO mashhur ho bajaron me Uske sarmaya Ke taarif ho akhbaro me. Sufion Ki hai tamnna unhe dunya jaane Aalimo ki yah khawahish nahi unhe aalim jane hamne shohrat pe tabibo KO bhi marte dekha Dam usi jaane jahan ka unhe marte dekha Jis KO dekha wah hai mushtaq lagae shohrat Jis ko paya use paya hai fidaye shohrat. Ulgarj marne pe bhi rahta hai shohrat SAHIL Yahi shohrat yahi to hai gaete looh sharbat. SHAIRY Ab bhi ek umar me jine ka na andaj aya, Jindagi chhorde pichha mera mai baaj Aya. Ap jise kahte the aasna ap jise kahte the bewafa, Mai wahi hu momin mubtla tumhe yaad hoke bhi na yad Hu. Yah raaj kisi ko nahi malum ki